Profesor bola

Posted by Unknown On 9:06 AM
NAFSYAT ki class main profesor ne chuhe
k samne chuhiya or Gandum ka dana rakha
Chuha daney ki tarf gya
Profesor ne makai ka dana rakha
Chuhe ne is martaba bhi chuhiya pr dhyan na dya
Profesor bola,
dekha, bhook main zyada taqat hy.
Pichli bench se awaz ayi
Sir ek dafa chuhiya b badal kr dekhen…!

0 Response to "Profesor bola"